Sadal se Mahekti hui
Purcafe Hawa ka Zokaa
Koi Lehraiye too
Lagta hai ke Tum Ho.
May 2007
Thu 31 May 2007
Thu 31 May 2007
aanken band kar bhi hum tera deedar karte hain
aee sanam hum to sirf tum se pyar karte hain.
lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta
saans rahte, teri tasvir aankhon se hataa nahi sakta.
aakhiri pal tak oo bewafaa , tujehe yaad karta hoon
teri yaadon ko seene mein basaa kar chalta hoon.
Wed 30 May 2007
1.       Tu Mera bhai hai…
Â
2.       Gaadi mai Chalunga…
Â
3.       Abe abhi itni Aur Andar ja sakti hai…
Â
4.       Tu bura mat manana bhai…
Â
5.       Mai teri Dil Se Izzat Karta hu…
Â
6.       Aaj Chad nahi rahi hai kya bat hai…
Â
7.       Tu Kya samajh raha hai mujhe chad gayi hai…
Â
8.       Ye mat samajh ki piye me bol raha hu…
Â
9.       Abe yaar kam to nahi padegi
Â
10.      Chhote, Ek Ek Chhota aur ho Jae…
Â
11.      Baap ko mat Sikha.
Â
12.      Yaar magar Dil dukha diya yaar…
Â
13.      Kuchh bhi hai par Bhai hai Apna…
Â
14.      Tu Bolna Bhai, kya chahiye…Jaan chahiye hazir hai ???
Mon 28 May 2007
Na janne tum par itna yakeen kyu hai
Tera har aik khayal haseen kyu hai
Kehte hai pyar ka dard mitha hota hai
Phir ankh se nikla aansu namkeen kyu hai?
Mon 28 May 2007
Ek pyari si surat,
Ek masum sa chehra,
Do jheel si ankhe,
Kuchh mithi mithi baate
Ek nazuk ada,
Kuchh masti kuchh maza,
Thodi si shrarat,
Bahut sari mohabbat,
Ek bholi si muskan,
Ooncha urnay ka armaan,
Sabse alag sabse juda,
Jiski hai pyari har ek ada…
Kahin wo TUM tho nahi…
Mon 28 May 2007
Dost kia khoob wafaoon ka sila dete hainher nayee mor pe ek drad naya dete hain
Tum se tu khair ghaari bhar ki mulaqaat rahilog sadioon ki rafaqat bhula dete hain
Kese mumkin hai dhuan bhi na ho aur dil bhi jalychoot perti hai tu pathar bhi sada dete hain
Kaun hota hai museebat main kisi ka aye dost!aag lagti hai tu patay bhi hawa dete hain
Jin pe hota hai dil ko bharossa wqat parne pe wahi log dhoka dete hain
Mon 28 May 2007
Tum apni ankhon ki kaali shaam merey naam kardo
Phir chahey jo ilzam merey naam kardo Ik umer se tumhari chahat basi hai rooh mein
Tum bhee apni har tumanna mujhey daan kardoMein khuley Asmaan taley khara hoon
Tum apni mohabbat ki rida mujh par dhaal kardoMohabbat to hai iqrar ki mohtaaj
Tum apna har lafz har sher merey naam kardo
