Sun 6 Jun 2010

Jalate hai hum apne dil ko diye ki tarah
Teri Zindagi main khushiyon ki roshni lane ke liye
Seh jate hai har chubhan ko apne pairon tale
Teri Rahon main phool bhichane ke liye..
`
Yun durr rehkar duriyon ko badaya nahi karte,
Apne deewano ko sataya nahi karte,
Har waqt bas jise tumhara khyal ho,
Usey apni awaaz ke liye tadpaya nahi karte..
`
Yakin har rishte ki buniyaad hota hain ,
tut jaaye agar to judna mushkil hota hain ,
kehna aasan hain humain yakin nahi hain tumpe,
lekin dard is cheez ka be-panah hota hain.
`
Aansu ko bahot samjhaya tanhai me aaya karo,
Mehfil me hamara mazak na udaya karo,
Ispar aansu tadap kar bola,
Bhari mehfil mein aapka dil akela na rahe,
Itna bus usse samjhaya karo..
`
Gam me hasne valoko kabhi rulaya nahi jata,
Lehro se pani ko kabhi hataya nahi jata,
hone vale ho jate he khud hi dil se apne ,
Kisiko kehkar apna banaya nhi jata……,


June 12th, 2010 at 8:01 PM
very nicw
June 19th, 2010 at 5:17 PM
very nice
July 3rd, 2010 at 1:54 PM
cool…..sidhe dil pe dastak deti hai yaar….
October 10th, 2010 at 4:15 PM
chaand hasta hai
chaandni muskurati hai
aap hamein yaad kare na kare
hamein aapki yaad aati hai
January 29th, 2011 at 10:55 AM
Mosam shabab ka
Nasha sharab ka
Parda janab ka
Aur rang gulab ka
In main sabse haseen to dekho
SMS parhne wala “Mendak talab ka”
February 1st, 2011 at 4:11 PM
Na jane tum pr itna yakin kyu hai,
Tera khyal b itna haseen kyu hai.
Suna hai pyar ka dard mitha hota hai,
To aankh se ye nikla aansun namkeen kyu hai.
February 1st, 2011 at 4:12 PM
Very Nice
March 23rd, 2011 at 2:50 PM
waw waw…
Aansu ko bahot samjhaya tanhai me aaya karo,
Mehfil me hamara mazak na udaya karo,
Ispar aansu tadap kar bola,
Bhari mehfil mein aapka dil akela na rahe,
Itna bus usse samjhaya karo..
May 24th, 2011 at 9:38 PM
u palke bicha k tera intezar karte hai,
ye wo gunah hai jo hum bar bar karte hai,,
jalakar hasrato ke rah par chirag,,,
hum subha sham tere aane ka intezar karte hai…………..i love u isha!!!!!!!!!
May 24th, 2011 at 9:40 PM
u palke bicha k tera intezar karte hai,
ye wo gunah hai jo hum bar bar karte hai,,
jalakar hasrato ke rah par chirag,,,
hum subha sham tere aane ka intezar karte hai………….!!!!!!!!!