Sun 2 May 2010
Jab bhi aayi teri yaad, jaanam sham ke baad,
kuch sanjida haalat hui, meri sham ke baad….
yun to har lamha teri yaad ka bozal gujra,
dil ko mehsoos hui teri kami, shaam ke baad…..
yun to kuch sham se pahele bhi thi yaadein teri,
ab to kuch aur badi dil ki lagi sham ke baad….
seene mein teri yaad ka, tufaan ubhar aaya hai
teri yaad mein tadap raha hoon, ye kaisa tufaan ubhar aaya hai…..
meri tadap ka soch kar, kuch aur soch na payegi tu
meri mohabbat mein saj kar, kuch aur kar na payegi tu…..
dil se niklein hain ye labz-e-azeez, teri mohabbat mein
sanwaar lena ihein dil mein, ye labz-e-azeez teri mohabbat ke….!!
May 5th, 2010 at 11:46 AM
kabhi kisi se pyaar mat karna,
ho jaaye to inkaar mat karna!
nibha sako to chalna uski raah par,
varna kisi ki zindagi barbaad mat karna
May 12th, 2010 at 12:38 PM
apne pyar ko hum chupa na sake.
diwane dil per kabu pa na sake.
aaj itne kareeb se gujar gayi wo.
lakin phir bi unko apni hallat bta na sake..
submitted by
harendra pandey
May 13th, 2010 at 6:56 PM
Athi ho,
Kuch khethi nahi ho,
Chup se chale jathi ho,
kyon Itna Paresan karthi ho,
kis Janam ka badala leti ho.