Sun 29 Nov 2009
26 January 2010

tareef dekhtay hi bhaav umaday
shaheed, parade, jhanday ankhon mein ubharay
meri yaadon mein surakshit hain
26 January kay woh saray melay
bharatiye hoon bhool nahin paayi
canada ki dharti bharat ban gaayi
kaisay bataoon aaj generation ko
maple leaf par tirangay ki yaad aayi
sochti hoon kya de paoongi
itihaas jo mera hai is generation ko
jismein basa hai garv, apnatav, ahinsa, aur prem
tab hi kisi bachay nay gaya o canada
aur uska khaday ho kar gana
ban gaya mera atmavishwaas
mein jo pal bhar ko bandh gayi thi
hadon aur lakeeron ki deewaron mein
uskay desh prem nay azaad kar diya
toot gayi hamaray beech ki diwaar
bharat ho ya ho canada ya ho sansaar
bharatiyeta meri surakhshit hai
bachon kay mann mein garv, apnatav, ahinsa, prem ban kar
aur prem, hadon aur lakeeron say paray hota hai…
January 26th, 2010 at 4:50 PM
sent select msg my id
January 25th, 2011 at 3:02 PM
tareef dekhtay hi bhaav umaday
shaheed, parade, jhanday ankhon mein ubharay
meri yaadon mein surakshit hain
26 January kay woh saray melay
bharatiye hoon bhool nahin paayi
canada ki dharti bharat ban gaayi
kaisay bataoon aaj generation ko
maple leaf par tirangay ki yaad aayi
sochti hoon kya de paoongi
itihaas jo mera hai is generation ko
jismein basa hai garv, apnatav, ahinsa, aur prem
tab hi kisi bachay nay gaya o canada
aur uska khaday ho kar gana
ban gaya mera atmavishwaas
mein jo pal bhar ko bandh gayi thi
hadon aur lakeeron ki deewaron mein
uskay desh prem nay azaad kar diya
toot gayi hamaray beech ki diwaar
bharat ho ya ho canada ya ho sansaar
bharatiyeta meri surakhshit hai
bachon kay mann mein garv, apnatav, ahinsa, prem ban kar
aur prem, hadon aur lakeeron say paray hota hai…
January 25th, 2011 at 5:37 PM
bharat ho ya ho canada ya ho sansaar
bharatiyeta meri surakhshit hai
bachon kay mann mein garv, apnatav, ahinsa, prem ban kar
aur prem, hadon aur lakeeron say paray hota hai…
January 26th, 2011 at 10:14 AM
mere desh ka maan hamesha banaye rakhunga,dil to kya jaan bhi is par war dunga,agar mile mouka desh ke kaam aane ka,to bina kafan ke hi so jaunga.