Thu 3 Dec 2009
Wish your Valentine Everday
Posted by Rahul under Hindi Love SMS , Love Shayari SMS , SMS in Hindi[5] Comments

Dil ki awaaz ko izhaar kehte hai,
Jhuki nigaah ko ikaraar kehte hai,
Sirf paane ka naam ishq nahin hota,
Kuch khone ko bhi pyaar kehte hai..
Mary
December 7th, 2009 at 9:54 AM
Ruthe he itna ki pass bulaya na jaye Dur he itna ki pas bulaya na jaye dil he samundar ki ret nhi dil se unka u nam mitaya na jaye
December 7th, 2009 at 10:42 PM
Suryat aag aahe.chandrat daag aahe.tu tar mazya hrudayacha ek bhag aahe
May 13th, 2010 at 9:56 AM
subhan alahaaaaaaaaaaaaaaaaaaa!!!!!!
khuda aapke fun me barkat de
August 6th, 2010 at 10:10 PM
hamara har lamha chura liya aapne
aankho ko 1 chand dikha diya aapne
hme zindagi too dee khuda ne par itna
pyara rishta de k jeena sikha diya aapne.
October 10th, 2010 at 4:10 PM
tere husn ko shabdon mein kaid kar raha hoon
jo rahe nakaam woh koshish kar raha hoon,
amber pe hain lakhon tare chamakte
ek ko is zameen par chamkane ki koshish kar raha hoon