Aisa kabhi ho sakta nehin,
toota hua sheesha phir jore nehin jata,
aankh se nikla hua aansoo phir bapis aapa nehin,
tum to keh keh ke bhool chuki ho sab kucch,
lekin mujh se woh pal bhulaya nehin jata,
teri mohabbat ne zanjeeran daali hain aisi,
key chorna bhi chahoon to churaya nehin jata,
mehfil main bhi mujh ko tanhai nazar aati hai,
tere bina yeh dil kehib bhi lagaya nehin jata,
mere dil ki diwaron pe sirf tera he naam likha hai,
mitana bhi chahoon to mitaya nehin jata..
saans rokne se pehle ek jhalak dikhla jana
bewafa zindagi ka aitbar kia nehin jata.

Related Posts with Thumbnails