Zamana Pyaar Ka Itna Hi Kamm Hai
Yeh Naa Jaana Tha

Humara Sath Bas Do Hi Qadam Hai
Yeh Naa Jaana Tha

Khushi Aaghaz Tha Mere Mohabbat Ke Faasane Ka
Magar Is Khawab Ki Taber Gham Hai
Yeh Naa Jaana Tha

Badi Rangeen Baharoun Me Jalega Aashiyaana Mera
Lutega Iss Tarah Manzil Pe Aake Kaarwan Mera

Mujhe Teri Mohabbat Ki Qasam
Yeh Naa Jaana Tha…

{ Shayer Unknown }

Presented by
Mrs Rubina Yasmeen

Related Posts with Thumbnails