Thu 16 Feb 2012

Zindagi mein mohabbat ka khumar kya hota hai,
Dil se dilbar ka milaap kya hota hai,
Tum toh bewafa ho tumhe kya pata,
Ke pyaar ka haseen ahsaas kya hota hai?
Thu 16 Feb 2012

Zindagi mein mohabbat ka khumar kya hota hai,
Dil se dilbar ka milaap kya hota hai,
Tum toh bewafa ho tumhe kya pata,
Ke pyaar ka haseen ahsaas kya hota hai?
Mon 23 Jan 2012

Is zindagi ne diya hai hume hazar dukh
Pyar jab jab kiya pyar ne dhoka diya hazar baar
Aaj bhi dil dhadakta hai humara
Dar lagta us hawa k jhonka se jo apne sath khushian lati hai…
Fri 16 Dec 2011

Hum dosti nibhana jaante hain,
Zakham kitne bhi gehre ho dava jaante hain,
Hame bhulne ki koshish na karna dost,
Hum gala dabana bhi jaante hain…
Thu 15 Dec 2011

Pyar Me Bewafai Mile To Gum Na Karna
Apni Aankhe Kisi Ke Liye Num Na Karna
Wo Chahe Laakh Nafrat Kare Tumse
Par Tum Apna Pyar Kabhi Uske Liye Kam Na Karna…
Sun 11 Dec 2011

Log poochtey hen kyon surkh hen tumhari Aankhen,
Hans k keh deti hoon raat ko so na saki,
Lakh chahoon bhi magar yeh keh na sakoon,
Raat ko roney ki hasrat thi magar ro na saki.
Sun 27 Nov 2011

Koi rishta naya ya purana nahi hota,
Zindagi ka har pal suhana nahi hota,
juda hona to qismat ki baat hai,
par judai ka matlab bhulana nahi hota…
`
Wo kehte hai dil pe bharosa itna nahi karte,
Hum kehte hai mohabat me socha nahi karte,
Wo kehte hai nazro se door par dil ke paas hoon,
Humne kaha sapno se dil ko behlaya nahi karte…
`
Kya nasha hai ishq aaj tak samajh na paye hum,
Un nashili ankho me kahi ho na jayenge gum,
Yun to ishq samajh nahi aata najane kya bala thi ye,
ke juda hone pe unke yeh ankhe ho gayi hai num…
Sat 26 Nov 2011

Kaash merri dhadkan woh sun paye,
mere rukh pe pade uski zulfo ke saye,
mita de har doori ko woh jald hi..
kahin mohabbat ki pyaas meri jaan hi na le jaye..!!