Sat 26 Jul 2008
Boy: I luv u
Girl: na
Boy: think again
Girl: nahi
Boy: Waiter, bill alag-alag lana
Girl: haan-haan bola na I luv u….
Sat 26 Jul 2008
Boy: I luv u
Girl: na
Boy: think again
Girl: nahi
Boy: Waiter, bill alag-alag lana
Girl: haan-haan bola na I luv u….
Thu 10 Jul 2008
Woh jisse samajhta tha zindagi,
Meri Dharkano ka faraib tha…
Mujhe Muskurana sikha k Woh,
Meri Rooh tak ko Rula gaya…
Ajeeb Shakhs tha woh aye Zindagi,
Jisse samajh kar bhi na samajh saka…
Mujhe Chahta bhi Ghazab ka tha,
Mujhe Chor kar bhi Chala gaya…
Mon 7 Jul 2008
Ye kismat kismat ki baat hai.
kabhi din hai.
kabhi raat hai.
kabhi dhoop hai.
kabhi barsaat hai.
e-mail ka silsila yu hi
chalta rahega.
jab tak
hum sath sath hein.
FREYA SEHGAL
Mon 7 Jul 2008
ye asar hai unki nazar ka
ya mere dil ka kasur hai
aaj meri hasi b mere labo se dur hai
wo khadi hai samne dekhta hu me
kaun jane kaun apne hi dil se majbur hai
Ab Hogaya Jo Hona Tha,
Bas Itna Hi Mujhko Rona Tha,
Jis Dil Me Rahe Ho Tum Saalo Se,
Wo Tumhare Liye To Ek Khilona Tha.
Yaaro Ki Yaari Khoob Satayegi,
Akele Me Ek Din Meri Khoob Yaad Aayegi,
Us Din Kadar Karoge Mere Msg Ki,
Jis Din Yeh Msg Service Khatam Ho Jayegi.
waqt ki raaho me aap bhula de chahe
hume per hum aapko kabhi bhula nahi paayenge.
sirf pyar se awaz dena hume aur hum
haqiqat me aapke paas daure chale aayenge.
na muskurane ko ji chahta hai
na aansu bahane ko ji chahta hai
aapki yaad me kya likhe bas
aapke paas hi aane ko ji chahta hai
Tue 1 Jul 2008
njoi some classic shers????????????????
wo sadak ke us paar thi
hum sadak ke is paar the
kuch hum aage badhe kuch wo aage badhi
hum kuch aur aage badhe wo bhi kuch aur aage badhi
hum kuch aur aage badhe wo bhi kuch aur aage badhi
ab hum sadak ke us par the aur wo sadak ke is paar thi
woh PYAR hi kya,
jisme JUDAI na ho,
woh IHSQ hi kya,
jisme LADAI na ho,
woh DIL hi kya,
jisme DARD na ho,
aur woh Inbox hi kya,
jisme HAMARA mail na ho
Khud ko kar buland itnaa
Kay Himaalay ki choti pe jaa pahunche
Aur khuda tumse puche
Abe gadhe, ab utrega kaise
Maine tujhe dekha
Dekhta raha, Dekhta hi gaya
Phir mujhe chashma lag gaya
Wo larayeee hi kya JISME DO CHAAR Gaaliyan na ho …..
ARE Wo SASURAAL HI kya jahan koi Saali na ho!!
Patharr kyun marte ho, pura pahaar maar do
Hum yuheeen mar jayenge, sirf ek baar aankh maar do
aaj fir dil hai kuchh udaas udaas
jaane kyun ek mayusi si chhayi hai
aaj fir palkon pe pani hai
bheer mein hoon fir kyun ye tanhai hai
Maine tujhse pyar kiya heera samajh ke,
tere baap ne mujhe khaaya kheera samajh ke!
Ek sher yaad ataa hai,gaur se suno.
Mujhe nahin ataa kisi aur se suno.
Pani pitaa hain pipe se
Apple khataan hain knife se
Apni bhi kya life hain yaaron
Jooten khataan hain wife se
Gum ke Sagar mein
Tinke Khushiyon ke doondh raha hun,
Mein Jeena chatha hoin
bhir bhi Yaaron Doob raha hun.
Maine tujhse pyar kiya, tere baap ne muzhe pita,
Maine tujhse pyar kiya, tere baap ne muzhe pita,
Sin theta by Cos theta is equal to Tan theta,
wah wah wah wah
majnu ne laila ke bal pakad ke bola
mere pyari moya
kitna din se sar nahin doya?
Zoron ki baarish Makes me wonder
Is this what they call, Taste the thunder?
Teri zulfein hain ya ghana andhera
Katwa de baal, aur kar de savera
Log ishq karte hain bade shor ke saath,
Hamne bhi kiya tha badeZor ke saath,
Magar ab karenge zara gaur ke saath,
Kyunki kal usko dekha kisi aur ke saath.
har haan ka matlab iqraar nahi hota,
har jagah pe baithna intezaar nahi hota,
yun to milti hai nazar hazaron se,
har nazar ka milna pyaar nahi hota
Agar hum na hote to Ghazal kaun kehta?
Aap ke chehre ko kamal kaun kehta?
Yeh to karishma hai mohobbat ka,
varna pattharon ko Taj Mahal kaun kehta!!
Tanhai hai pyar me, barbadi hai pyar me,
Aasu hai pyar me, bebasi hai pyar me,
Gum hai pyar me, haar bhi hai pyar me,
Hame sab pata hai lekin kya kare, hum bhi hai pyar me.
Soch ko badlo, sitare badal jaayenge…
Najar ko badlo, najare badal jaayenge…
Kashtiya badalne ki zururat nahi…
Dishaon ko badlo, kinare badal jaayenge…
hope u njoid this.
Fri 27 Jun 2008
Keemat tumhe ek roj chukani hai ki tum bhi;
Jaalim ko samajhate ho bura kuchh nahi kahte!
Patthar pe lutaate ho akeedat k gulistaan;
Hai dhool men almaas pada, kuchh nahi kahte!
Ashwani Kumar!
Fri 27 Jun 2008
Dukh Fasana Nahin Ke Tujh Se Kahain
Dil Bhi Mana Nahin Ke Tujh Se Kahin
Aaj Tak Apni Be Kuli Ka Sabab
Khud Bhi Jana Nhain Ke Tujh Se Kahin
Ek To Haf-e-aashna Tha Mager
Ab Zamana Nahin Ke Tujh Se Kahin
Aye Khuda Dard-e-dil Hay Bakhshish-e-dost
Aab o dana Nahin ke Tujh Se Kahin
Fri 27 Jun 2008
Kabhi kabhi baatein adhoori reh jaati hain
Choo kar honthon ko juban khamosh reh jaati hai
Reh jaati hai keval Aankho mei nami
Aur yaadein dilon ko tadpaati hain
************************************
Sune koi geet, awaaj unki sunai deti hai
Chup ho gaye wo bin kuch kahe
bahut hairaan hum hain
Hote theh kabhi hum unke azeez
Aaj sirf khawobon ki baatien lagti hain
Fri 27 Jun 2008
Dear Jaan,
Toote howe khawabon mein haqiqat dhundta hoon,
Pathar ke dilon mein mohabbat dhundta hoon.
Naadan hoon mein ab tak yeh bhi nahin samjha,
Bejaan buton mein ibaadat dhundta hoon.
Mere jazbaaton ki keemat yahan kuch bhi nahin,
Beimaani ke baazaron mein sharafat dhundta hoon.
Is ajnabi dunia mein koi bhi apna nahin,
Gairon ki aankhon mein apni surat dhundta hoon.
Umeed ki thi pyar ki bas yehi bhool thi meri,
Girte hue ashkon mein apni hasrat dhundta hoon.
Thu 26 Jun 2008
Santa Se Puchha Ki-
“Tum Next Janam Me Kya Banna Pasand Karoge?
Santa-”Cockroach”
Why?
*
*
*
***
*
kyuki…. Meri Wife Sirf Cockroach Se Hi Darti Hai….
************ ********* ********* ********* ********* ********
Ek PHOTOGRAPHER
HIMESH ki dur se
PHOTO le raha tha
GUESS WHAT DID
HIMESH SAY?
?
Zara zoom zoom
Karo zoom zoom
Zara zoom zoom Karo zoom.
************ ********* ********* ********* ********* *******
Banta: yaar santa e baat bata …
Truck dekhkar tum kaampte kyon ho..?
Santa: Ek truck driver meri biwi lekar bhaag gaya tha,
mujhe is baat ka dar lagta hai
jaise usko vapas karne aaya hai…..
************ ********* ********* ********* *********
pagal hone ka sabse aasaan tarika
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Uff, , pagal hone ka kitna shauk hai, ki tarika dhunda ja raha hai..
************ ********* ********* ******
life me kabhi serious na hona
tention na lena
always find time 2 laugh
varna log kahenge ghor kalyug aya he aj kal
CARTOON b nahi haste
************ ********* ********* *****
Wife hinting husband 4 a new car
Says : “Dear, buy me something that goes 0-100 in 3 sec when i am on it”
He gifted her a weighing machine