From: Amit Dhar, Dedicated to Mom:

Ma to hai Ma
Ma to hai Ma
Ma jaisa duniya me
hai koi kahan

Ma tu hi mandir
Ma tu hi pooja
pooja ka wardhaan Ma
Tune diya hai
jo pyar humko
kya de koi doosra

Ma tu Bhagwaan ka
doosra roop hai
teri soorat me Parmaatma

Ma to hai Ma
Ma to hai Ma
Ma jaisa duniya me
hai koi kahan

 

FROM: Sudhir Chauhan

yeh dil ka zakhm tumney diya hai tou koi baat nahin
yeh jigar ka dard agar tumney diya hai tou koi baat nahin
majaal kiski thi ki kehta mujhey deewana magar
yeh tumney kaha hai tou Koi Baat Nahin……

Love Poems Hindi Gazal