Fri 26 Apr 2013

Santa Ek Din Bijli Ki Dukaan Mein:
Do Fan Dena Ek Ladies Aur Ek Gents.
Dukaan Wala: Fans Mein Ladies Aur Gents Nahi Hota Yar!
Santa: Kyon Nahi Hota Ji
Ek Bajaj Ka De Aur Ek Usha Ka…
Fri 26 Apr 2013

Santa Ek Din Bijli Ki Dukaan Mein:
Do Fan Dena Ek Ladies Aur Ek Gents.
Dukaan Wala: Fans Mein Ladies Aur Gents Nahi Hota Yar!
Santa: Kyon Nahi Hota Ji
Ek Bajaj Ka De Aur Ek Usha Ka…
Sat 27 Oct 2012

Raat ko kitab meri mujhe dekhty rhee…
neend mujhe apni orr khenchti rhee…
Neend ka jhonka mera mann moh gayaa…
Aur aik raat phir yeh genious bina parhe so gaya …..
Sat 31 Mar 2012

Sunlo jaana tum hi ho ab meri life
Tujh ko chhod k naa koi banagi meri wife
Tu agar kabhi de dhokha
Jaan main apni doonga with a knife..!
Mon 5 Mar 2012

If boys vomit then parents says kaminey kaha kha kar aaya tha,
If girls vomit then parents says kaun tha woh kamina,
Moral of the story: Whoever vomits boys are always kaminey…
Mon 5 Mar 2012

Sardar ke bagiche me bahut sare ped the,
Sardar naukar ko bola ped ko pani dal.
Naukar bola saab barish aah raha hai,
Sardar: abe budhu chhatri pakadke dal na!.
Thu 27 Oct 2011

Judge – You are crossing the limits.
Lawyer – Kaun Saala aisa kehta hai?
Judge – How dare you call me saala?
Lawyer – My Lord, I said kaun ‘Sa Law’ kehta hai?
Mon 29 Aug 2011

Sardar ko sapne me ek ladki ne chappal mari,
2 din tak sardar apne bank nahi gaya,
Qnki bank me likha tha..
“Hum aapke sapne ko hakikat me badalte hain”
Our Privacy Policy recognizes that your privacy is important.