From: Hamdard Shayar

Humne iss duniya main, itne zakhm khaaye hain
Mujhse jo bichad gaye, wo khud mere saaye hain
Jee rahaa hoon zindagi main in aansuon ke sahaare
Mere liye to ab apne bhi paraaye hain