Mon 13 Nov 2006
Kya kahoon tumse,
Tum to meri jaan ho..
Meri duniyaa main aake,
Tum mere sawan ki pheli BAARISH ho.
Log kahtein hain, ki tum parayi ho,
Magar humne toh tumhe apna mana hai..
Dil ki baatein kya joothi hain,
Jo mujh se rooth kar, tum kahin chali gayi..
Kya bataein tumhe,
Ab toh bas mar jaane ko dil karta hai..
Dekhtein hain kab tak ab ji patein hain,
Jab mere apnon ne hi mujhe begaana mana hai..
Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.