Na Jane Tum Pe Itna
Na Jane tum pe itana yakin kyon hai?
Tera khayal be itana haseen kyon hai?
Suna hai ki pyar ka dard meetha hota hai.
To ankh se nikala ansu namakeen kyon hai?