Sat 30 Jul 2011

Suraj ki kirne, taaron ki bahaar,
Chand ki chandni, apno ka pyaar,
Har ghadi ho khushaal,
ussi tarhan Mubarak ho aapko Eid ka ye tyohaar!
Sat 30 Jul 2011

Suraj ki kirne, taaron ki bahaar,
Chand ki chandni, apno ka pyaar,
Har ghadi ho khushaal,
ussi tarhan Mubarak ho aapko Eid ka ye tyohaar!
Sat 9 Jul 2011

Woh Chand ka Chamakna
Woh Masjido ka Sawarna
Woh Musalmano ki Dhoom
Ramadan 2011 Coming Soon.
Sun 22 May 2011

Ramadan Ka Chand Daikha
Rozay Ki Dua Mangi
Roshan Sitara Daikha
Aap Ki Khairiat Ki Dua Mangi
May Almight Allah Bless You With His
Blessing In The Holy Month Of Ramadan
Ameen …
Sun 22 May 2011

Khusiya Naseeb Hon Jannat Qareeb Ho
Too Chahey Jisse Wo Tere Qareeb Ho
Kuch Is Tarha Ho Karam Allah Ka
Makka Aur Madina Ki Tuje Ziyarat Naseeb Ho
Ramzan Mubarak…
Sun 22 May 2011

Waqt Tu Prindy Ki Tarha Hay Urr Jaye Ga
Gya Waqt Phir Na Kabi Aye Ga
Kar Lo Dil Bhar K Nakian Ramzan Mein
Ramzan Tu Mehman Hay Chala Jaye Ga….
Sun 22 May 2011

Mere Lab Pe Mola Na Koi Sadaa He
Faqat Mujh Nikamme Ki Yehi Dua He
Meri Sanse Nikle Dar E Mustafa Pe
Gham E Dil Nabi Ko Sunate Sunate
Mera Yeh He Imaan, Mera Ye Yaqeen He
Mere Mustafa Sa Na Koi Haseen He
Rukh Un Ka Dekha He Jab Se Qamar Ne
Nikalta He Munh Ko Chupate Chupate…
Wed 2 Mar 2011
“Hum aap ki yaad mein udas hain
Bas aap se milne ki aas hai,
Chahe Dost kitne he kyon na hon
Mere liye to aap he sab se khas hain”
Eid Mubarak To My Sweet and Special Friend…