Sad Hindi SMS


Sad Hindi SMS

Sari duniya se ham anjaan bane unke liye
Hamse wahi ab anjaan bane bathe hai
Yeh dil ab aur intzaar mat kar
Lagta hai woh kisi aur ke mehman banye bathe hai…

Dosti SMS

Chaho to dil se hame mita dena,
Chaho to hamko bhula dena,
Par ye vaada karo a dost,
Ki jab yaad aye hamari to rona mat bas muskura dena…

Sad Hindi SMS

Talaash Karo koi tumhe mil jayega,
Magar hamari tarha tumhe kaun chahega,
Zarur koi chahat ki nazar se tumhe dekhega,
Magar ankhein hamari kahan se layega…

Sad Hindi SMS

Hum Ruthe To Kiske Bharose,
Kaun Hai Jo Aayega Hume Manane Ke Liye,
Ho Sakta Hai Taras Aa Bhi Jaye Aapko,
Par Dil Kaha Se Laau Aapse Ruth Jane K Liye…

Shayari

Phoolon mein ab wo nami na hogi..
haseeon ki ab kami na hogi…
chhaya hai sab pe pyaar ka junoon…
par pehle jaisi waha bhi kabhi na hongi…

Sad SMS in Hindi

Kabhi woh samny Aa kr mujhe mila bhi nahi
me us se baat karu itna hosla bhi nahi.
wo mangta hai sitaron ki roshni.
mere pas to miti ka ek diya bhi nahi…

Sad SMS in Hindi

Jis Din Se Juda Woh Humse Hue,
Is Dil Ne Dhadakna Chod Diya
Hai Chaand Ka Munh Utara Utra,
Taaron Ne Chamakna Chod Diya…

Next Page »

Our Privacy Policy recognizes that your privacy is important.