Wo bollain to kiya tammmasha ho
Hum na ja-ain to kiya tammasha ho

Yeh kinaroon say khailnay walay
Doob ja-ain to kiya tammasha ho

Waqat ki chand saaetain saghar
Lout aa-ain to kiya tammasha ho