Mon 5 Jul 2010

Jab Saawan Main Tanha Bheegogay,
Jab Aangan Khaali Paaogay,
Jab Sahil Se Takrati Leheron Main,
Tum Door Kahin Kho Jaaogay,
Jab Khud Se Baatein Karte Karte,
Tum Apni Tanhai Main Kho Jaaogay,
Aur Dil Ki Baat Chupane Ko,
Humse Nazar Tum Churaogay,
Jab Raat Ke Tanha Daaman Main,
Tum Chaand Ko Aadha Paaaogay,
Main Tumse Mohabbat Karta Hun,
Har Baaar Ye Sunna Chahogay,
Un Sab Lamhon Main Jaan Lena,
Ki Tum Tum Nahi, Hum Ban Jaaogay……!!!!
July 9th, 2010 at 12:17 PM
Sms sawan
July 17th, 2010 at 3:42 PM
Jab Saawan Main Tanha Bheegogay,
Jab Aangan Khaali Paaogay,
Jab Sahil Se Takrati Leheron Main,
Tum Door Kahin Kho Jaaogay,
Jab Khud Se Baatein Karte Karte,
Tum Apni Tanhai Main Kho Jaaogay,
Aur Dil Ki Baat Chupane Ko,
Humse Nazar Tum Churaogay,
Jab Raat Ke Tanha Daaman Main,
Tum Chaand Ko Aadha Paaaogay,
Main Tumse Mohabbat Karta Hun,
Har Baaar Ye Sunna Chahogay,
Un Sab Lamhon Main Jaan Lena,
Ki Tum Tum Nahi, Hum Ban Jaaogay……!!!!
November 9th, 2010 at 5:40 PM
hi lovly sms
November 10th, 2010 at 4:00 PM
BHULA KAR HUME WO KHUSH RAH PAYENGE. SAATH NAHI TO JAANE KE BAAD MUSKURAYENGE. DUAA HAI KHUDA SE UNHE KABHI DARD NA DENA. HUM TO SEH GAYE PAR WO TOOT JAYENGE..
January 10th, 2011 at 9:58 PM
Dard se dosti ho gayi yaaroo
Zindagi bedard ho gayi yaaroo
Kya huwa jo jal gaya aashiyana hamara
Door tak roshni to ho gayi yaaroo